BAHUT KHUB...HEERA JAHAAN BHI RAHE PRAKASH TO FAILAIGA HI..Sangya ji ke Prayas ka hi fala hai humein itana kuchha jaanane ko milta hai...Salutes to All...
Meri taraf se bhi dheron badhayi aur shubhkamnayen,mere Bhai:-)Maza aa gaya tumhari sumadhur awaz me tumhare surmay jeevan ki kahani sunkar.Bahut hi badhiya sashatkar tha aur iske liye Sangya ji ko hamari taraf se bahut dhanyawad!Tumhari sari rachnayen sachmuch meethe hain aur itne barson baad Chattisgadhi bol sunkar man gad gad ho utha!umeed hai ki tum har saal isi tarah apne man ki murad poori kar Chatiisgadh ki junta ka dil jeette rahoge aur khoob tarakki karoge-isi intezar me,tumhari MunuDi
Arnab ji Mujhe Gazal bahut pasand aayi "Kaach ke khawab nighaon mein sazata kyu hai" Main Sangya tandon ji ka sukriya karunga ke unhone ne mujhe Ro ba ro karaya Aap se ,Aaj aap ke karan bilaspur vasi hone ka garv mehsus kar raha hoon , Meri Dil se Dua rahegi Aap ke liye Aap ko Hamesha Safalta Mile Aur Aap Yuhi Apne Madhur Sangeet se Hum sab ke Dil Mein Base Rahe ...Loveleen Saluja
bahot bahot shukriya Loveleen ji. Zarur mai koshish karta rahunga aur achhe achhe sangeet ke sath mai ata rahu. Ap sabka pyar shubhkamnaye ho aur Ishwar ki kripa ho to mai zarur achha hi kaam karunga... ekbar phir apka shukriya.
Arnab sir Apne jo bina uthaya mujhe pura vishvas hi k aap use atyant safalta ke sath aur madhurta k sath pura karenge aur asha hi ki aap humare chattisgarhi ke folk sangeet ko desh duniya me prsarit karenge iske liye bahut subh kamanai apko. apka anurag nayak
अर्णव चटर्जी की रचनाएँ मधुर हैं। आपने उनके कृतित्व को कुरेद कर एक प्रतिभावान कलाकार का हमसे परिचय कराया है। आप दोनों को अनेकानेक धन्यवाद।
ReplyDeleteKRISHNA MOHAN JI APKA BAHOT BAHOT SHUKRIYA... AUR CG SWAR KE LIYE SANGYA JI KO BAHUT BAHUT BADHAI ...
ReplyDeleteBAHUT KHUB...HEERA JAHAAN BHI RAHE PRAKASH TO FAILAIGA HI..Sangya ji ke Prayas ka hi fala hai humein itana kuchha jaanane ko milta hai...Salutes to All...
ReplyDeleteTHANK YOU VERY MUCH PCPATNAIK JI...
ReplyDeleteMeri taraf se bhi dheron badhayi aur shubhkamnayen,mere Bhai:-)Maza aa gaya tumhari sumadhur awaz me tumhare surmay jeevan ki kahani sunkar.Bahut hi badhiya sashatkar tha aur iske liye Sangya ji ko hamari taraf se bahut dhanyawad!Tumhari sari rachnayen sachmuch meethe hain aur itne barson baad Chattisgadhi bol sunkar man gad gad ho utha!umeed hai ki tum har saal isi tarah apne man ki murad poori kar Chatiisgadh ki junta ka dil jeette rahoge aur khoob tarakki karoge-isi intezar me,tumhari MunuDi
ReplyDeleteMunu didi apka ashirwad mil jaye to aur kya chahiye :) bahot bahot dhanyawad didi...
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteArnab ji Mujhe Gazal bahut pasand aayi "Kaach ke khawab nighaon mein sazata kyu hai" Main Sangya tandon ji ka sukriya karunga ke unhone ne mujhe Ro ba ro karaya Aap se ,Aaj aap ke karan bilaspur vasi hone ka garv mehsus kar raha hoon , Meri Dil se Dua rahegi Aap ke liye Aap ko Hamesha Safalta Mile Aur Aap Yuhi Apne Madhur Sangeet se Hum sab ke Dil Mein Base Rahe ...Loveleen Saluja
ReplyDeletebahot bahot shukriya Loveleen ji. Zarur mai koshish karta rahunga aur achhe achhe sangeet ke sath mai ata rahu. Ap sabka pyar shubhkamnaye ho aur Ishwar ki kripa ho to mai zarur achha hi kaam karunga... ekbar phir apka shukriya.
ReplyDeleteArnab sir Apne jo bina uthaya mujhe pura vishvas hi k aap use atyant safalta ke sath aur madhurta k sath pura karenge aur asha hi ki aap humare chattisgarhi ke folk sangeet ko desh duniya me prsarit karenge iske liye bahut subh kamanai apko. apka anurag nayak
ReplyDeleteThank you Anurag Nayak ji. Jai Hind Jai Chhattisgarh Jai Bharat Maa...
ReplyDeleteApna khayal rakhiyega :)